Anday k Faiday| aik anda rozana k faiday k ap khud hairan reh jain| Anday k faiday in Hidi Urduانڈے کے فائدے

2016-10-09 3

Published on Dec 1, 2015

Anday Se Ilaj - Desi ilaj Adnon Ke Fawaid Anday Se Dil Ki Bimariyon Ka ilaj
Anday se ilaj -
Anday Ke Fawaid - Benefit Of Egg
Anday Ki Safadi Zahar Ke Asrat Ko Khatam Kar Dati Hai Lihaza Muhlik Chizein Agar Galti Se Kha Li jay To Anday Ki Safadi Ka istimaal karna Chahiay
Maday Ki Sozash, Ishal Or Jism Mein Pani Ki Kami ki Sikayat Door Kanre Mein Anda Bohat Muawan Hai
Anday Mein Mojud Qudrati Ajza Dil Mein Paid Hone Wale Naqais Ko Door Karne Ki Salahiat Rakhte Hai
Protin se Bharpor Andon Mein Sechorated Fat Paya Jata Hai Jo Jism Mein Dakhil Ho kar Jamta nahin
Aik Hafte Ke Doran Kam Az Kam 6 Anday Khane Chiay Jo Na Sirf Dil Sahet Ke liye Faiday Mand Hai Balke Insani Sehat Per Kisi Qism ke Muzar Asrat Murattab Nahin Hote

Free Traffic Exchange